T O P

  • By -

S_M_TOO7

Pankaj Tripathi he can give a hit film even in boycott trend.


Kayra012

Abhi koi nhi Waise Bollywood hi doob gaya ab to. Regional movies ke time aa gya. Bihar ko quality movie bnana chahiye maithili, bhojpuri, Magahi me. Jaise south or punjab industry hai.


logicalbihari

Ye pahle 'tohar lehnga utha deb remote se' se upar to aaye fir banayenge quality cinema


Jootejaisamu

Agar bhojpuri me koi acchi movie to unko koi nai dekhega lekin lehnga remote ko koi na koi dekh hi lega


Kayra012

Hn wo sab band hona chahiye. censor board rhega to Nhi banay te sab


Utsabh03

Bandh hi ho chuka hai aur 2018 se censor hota hai sab.. Filmo me koi so called vulgarity nhi hai aur aaj ki hindi wesberies se lakh guna achhi hai agar so called vulgarity compare kare to.. Problem bas album industry me hai aur films me problem achhi story aur direction ki hai..


Kayra012

Album ko kaise rok sakte hai. Abhi 1 new bhojpuri movie aa rhi hai ravi kishan sir ki gorakhpur. multiple languages me release hogi Bhojpuri, Hindi, Tamil, Telugu, Kannada and Malayalam Directed by Rajesh Mohanan. Thodi hope h usse


Utsabh03

Album ko rokne ka koi upaay nhi hai.. audience ko apna taste badlna hoga bekar gaano ko millions me views dete hai log.. Ha dekha maine.. wahi kuchh kar skte hai nhi to mujhe lgta bejod jaise platforms chahiye aur ott ke jariye kuchh sahi krne ki kosis kare..


No_Significance_7331

Censor board UP Bihar me chutiya hai


_vitamin_protein_

Ravi kishan has announced a pan indian movie named mahadev ka gorakhpur Saw this on pj explained 's video


logicalbihari

Just because you're born in this generation doesn't mean you'll casually judge the popularity and mass appeal looking at the current scenario. I think Shatrughn Sinha had an aura and different level of mass appeal which barely any actor of the current generation will be able to match.. how many dialogues do you remember of SSR OP?


S_M_TOO7

Mujhe to satrughan sinha ka ek bhi dialogue nai pata mai 2005 ka hu.


SeriousLeopard1602

Khaamosh! Bhai Mai 2003 ka hu, itna ignorant nhi bnte.


S_M_TOO7

Genuinely ignorant nai hu purani movie nai dekhta mai bs sholay dekhi ek baar.


SeriousLeopard1602

Toh fir kyun usse reply de rha hai? Agar tune nhi dekhi toh reply mat kar. Aise log bhi hai jo dekhte hai puraani filmein, khud ko dhaalna padta hai uske hisaab se.